The movie features Zaheer Iqbal And Pranutan Bahl in leading
roles. the song is sung by Mohit Chauhan
and composed by Vishal Mishra. Movie Notebook is about two people finding love
in the most unexpected way.
Song - Safar lyrics
Singer : Mohit Chauhan
Music : Vishal Mishra
Lyrics : Kaushal Kishore
Safar lyrics – Notebook(2019)- Mohit Chauhan
Ho bandeya dhoonde hai kya,
Rahein teri hain ghar tera,
Chalna wahaan, jana wahaan,
Khud tak kahi pahunche jahaan,
Kadam utha aur saath mein ho le,
Shehar shehar ye tujhse dekho bole,
Tukir tukir yoon apne naina khole,
Zindagi pee le zara,
Behti hawaoan ke jaise hain irade,
Udte parindon se sikhi hain jo batein,
Anjaani raahon pe koi main chala,
Main safar mein hoon,
Khoya nahi ………..X (4)
Thoda aage bhadhe maine jana,
Ye sach hai toh kya hai,
Uljhe uljhe sab sawal,
Zindagi hai ye kya, main kaun hoon,
Maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawaab,
Dekho na hawa kaano mein mere kehti kya,
Boli vekh Fareeda mitti khulli,
Mitti utte Fareeda mitti dulli,
Chaar dinan da jee le mela duniya,
Phir jane hona kya,
Behti hawaoan ke jaise hain irade,
Udte parindon se sikhi hain jo batein,
Anjaani raahon pe koi main chala,
Main safar mein hoon
Khoya nahi…….. X (2)
Ye kaisa safar hai jo yoon duba raha,
Jaa paun kahin main ya laut ke aa raha,
Wo chehre, wo aakhein, wo yaadein,
Purani mujhe puchhti,
Ye nadiya ka paani bhi behta hai kehta yahi,
Main safar mein hoon,
Khoya nahi x (3)
thank you..thank you..thank you..