Bekhayali Lyrics , Shahid Kapoor-
Kabir Singh
Singer - Sachet Tandon
Music Director - Sachet-Parampara
Lyrics - Irshad Kamil
Music Produced By - Kalyan Baruah and Sachet – Parampara
Bekhayali Lyrics
Hmm...
oooo..ooooo,
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye,
Kyun Bichhadna Hai Zaroori Ye Sawaal Aaye,
Teri Nazdeekiyon Ki Khushi Behisaab Thi,
Hisse Mein Faasle Bhi Tere Bemisaal Aaye…..
Main Jo Tumse Door Hoon,
Kyun Door Main Rahoon,
Tera Guroor Hoon,
Aa Tu Faasla Mita,
Tu Khwaab Sa Mila,
Kyun Khwaab Tod Doon Oo...
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye,
Kyun Judaai De Gaya Tu, Ye Sawaal Aaye
Thoda Sa Main Khafa Ho Gaya Apne Aap Se
Thoda Sa Tujhpe Bhi Bewajah Hi Malaal Aaye
Hai Ye Tadpan, Hai Ye Uljhan
Kaise Jee Loon Bina Tere
Meri Ab Sab Se Hai Annban
Bante Kyun Ye Khuda Mere Hmm...
Ye Jo Log-Baag Hain
Jungle Ki Aag Hain
Kyun Aag Mein Jalun...
Ye Nakaam Pyaar Mein
Khush Hain Haar Mein
Inn Jaisa Kyun Banun Oo...
Raatein Dengi Bata,
Neendon Mein Teri Hi Baat Hai,
Bhoolun Kaise Tujhe,
Tu Toh Khayalon Mein Saath Hai,
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye,
Kyun Bichhadna Hai Zaroori Ye Sawaal Aaye,
Nazar Gira De Har Ik Manzar,
Ret Ki Tarah Bikhar Raha Hai,
Dard Tumhaara Badan Mein Mere,
Zeher Ki Tarah Utar Raha Hai,
Nazar Gira De Har Ik Manzar,
Ret Ki Tarah Bikhar Raha Hai,
Dard Tumhaara Badan Mein Mere,
Zeher Ki Tarah Utar Raha Hai,
Aa Zamaane Aazma Le Roothta Nahin,
Faaslon Se Hausla Ye Toot'ta Nahin,
Naa Hai Woh Bewafa Aur Na Main Hoon Bewafa,
Woh Meri Aadaton Ki Tarah Chhoot'ta Nahin….
More Songs From Kabir Singh